Masala Bhindi Banane Ka Tarika Bindani Bhindi Recipe In Urdu Masala Bhindi Recipe In Urdu
- Time Table - ٹائم ٹیبل
Taiyari Ka Mukammal Waqt
20 Mint
Pakane Ka Waqt
45 Mint
Afrad Ki Tadad
4 Afrad
- Ingredients - اجزاء
- Bhindi 1 Kilo
- Kati Pyaz 2 Add
- Timer 3 Se 2 Add
- Timator 3 Se 2 Add
- Yakhni 2 Khane K Chammach
- Pisi Laal Mirch 2 Khane Ke Chammach
- Haldi 1 Khane Ka Chammach
- Zeera 1 Khane Ka Chammach
- Hari Mirch 3 Se 4 Add
- Tel 2 Khane Ke Chamche
- One By One Instructions - تیار کرنے کی ترکیب
- Bhindi Ko Dhoye Aur Khushi Kar Ke Kaat Lain. Pen Main Tel Garm Kar Ke Bhindiyaan Talleen Jub Bhindiyoon Ka Rang Tabdeel Ho Jaye To Tel Se Nikal Lain.
- Ab Khane Ke 2 Chammach Tel Garam Kar Ke Piyaz Naram Kar Lain.
- Phir Timater, Hasbe Zaiqa Namak, Yakhni Pisi Laal Mirch,haldi, Zeera Aur Hari Mirch Shamil Kar Ke 2 Mint Pakayeen.
- Ab Bhuni Hui Bhindi Dal Kar Dhanpeen.achi Tarhan Pak Jaye Tu Garam Garam Khane Ke Liye Peesh Karen
Not.
Masala Bhindi Recipe In Urdu Main Apko Pakane ki tarkeeb kesi lagi humen comments main zaroor bataye. shokriya.
0 comments:
Post a Comment